Kuch Dil Se...
Is raat ki.. tanhaiiyon ke,
Sab rang badal gaye hain….
Chaand nikla hai waise hi,
Andherey badal gaye hain….
Jinke bharosey thi khusiyaan,
Wo baadal thehar gaye hain….
Manziley to ab bhi wo hi hain,
Kuchh raastey badal gaye hain….
Jinpe kiya tha bharosa hamney,
Wo dost bichhad gaye hain….
Dekhe the kabhi jo hamney,
Wo khwaab badal gaye hain….
Jo baney they kabhi hamsafar,
Aaj wo hi mukar gaye hain....
Iis tutey hue dil ke saarey,
jazbaat badal gaye hain….
Na badley kabhii hum,
Na badley hamaarey khyalaat
Bas rona hai yahi...ki….
Kuchh log badal gaye hain....
Sab rang badal gaye hain….
Chaand nikla hai waise hi,
Andherey badal gaye hain….
Jinke bharosey thi khusiyaan,
Wo baadal thehar gaye hain….
Manziley to ab bhi wo hi hain,
Kuchh raastey badal gaye hain….
Jinpe kiya tha bharosa hamney,
Wo dost bichhad gaye hain….
Dekhe the kabhi jo hamney,
Wo khwaab badal gaye hain….
Jo baney they kabhi hamsafar,
Aaj wo hi mukar gaye hain....
Iis tutey hue dil ke saarey,
jazbaat badal gaye hain….
Na badley kabhii hum,
Na badley hamaarey khyalaat
Bas rona hai yahi...ki….
Kuchh log badal gaye hain....

0 Comments:
Post a Comment
<< Home