Pal Pal Dil Ke Paas...
To someone really close
Pal Pal.. Dil Ke Paas... Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas... Yeh Kehti Ho
Pal Pal.. Dil Ke Paas... Tum Rehti Ho
Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye......
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal ...
Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalaate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pal Pal ...
Kel Tujhko Dekha Tha
Maine Aapne Aangan Mein
Jaise Keh Rahi Thi Tum
Mujhe Baandhlo Bandhan Mein
Yeh Kaisa Rishta Hai
Yeh Kaise Sapney Hai
Begaane Ho Ker Bhi
Kyu Lagte Aapne Hai
Mai Sooch MEin Rehta Hoon
Daar Daar ke Kehta Hoon
Pal Pal... Dil Ke Paas ..... Tum Rehti Ho
Pal Pal.. Dil Ke Paas... Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas... Yeh Kehti Ho
Pal Pal.. Dil Ke Paas... Tum Rehti Ho
Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye......
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal ...
Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalaate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pal Pal ...
Kel Tujhko Dekha Tha
Maine Aapne Aangan Mein
Jaise Keh Rahi Thi Tum
Mujhe Baandhlo Bandhan Mein
Yeh Kaisa Rishta Hai
Yeh Kaise Sapney Hai
Begaane Ho Ker Bhi
Kyu Lagte Aapne Hai
Mai Sooch MEin Rehta Hoon
Daar Daar ke Kehta Hoon
Pal Pal... Dil Ke Paas ..... Tum Rehti Ho
